Monday, October 24, 2011

Diwali Wishes in Hindi

Deepak ki roshni
Patako ki awaz
Suraj ki kirane
Khushiyon ki bauchaar
Chandan ki khusboo
Apno ka pyar
Mubarak ho apko Diwali ka tyohar…
`
Deepak ka prakash har pal aapke Jivan me ek nayi roshni de, bas yahi shubhkamna hai hamari aapke liye Diwali ke is pawan avsar par. !! Happy Diwali !!
`
Sukh, Shanti, Samadhan, Samruddhi, Aaishwarya, Arogya, Pratishtha ya Saptarangi Divya ni aaple Jeevan Prakashmay hovo. Happy Deepavali
`
Diwali, Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, sitaro ne gagan se salam bheja hai, Mubarak ho apko ye “DIWALI” Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai.
`
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. * Happy Diwali *
`
Laksh Divyani Ujalali Nisha Ghevuni Navi Umed, navi asha Hotil purna manatil sarva Iccha, Diwalichya Tumhala Khup Khup Shubheccha…
* * * Happy Diwali * * *
`
I Pray to God to give U Shanti, Shakti, Sampati, Swarup, Saiyam, Saadgi, Safalta, Samridhi, Sanskar, Swaasth, Sanmaan, Saraswati, aur SNEH. SHUBH DIWALI…
`
Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se… Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se, Sab Hasratein Puri Ho Aapki, Aur Aap Muskaraye Dil-o-Jaan se!! Happy Diwali and New Year that leads you on the road of Success. A Bliss from Inside
`
Safalta Kadam Chumti rahe, Khushi Aaspas ghumti rahe, Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye, Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye, Happy Diwali
`
Deep Jalte jagmagate rahe, Hum aapko Aap hame yaad aate rahe, Jab tak zindagi hai, dua hai hamari ‘Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe…’ Happy Diwali
`
Aai aai Diwali aai, Saath me kitni Khushiya laayi, Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko Diwali ki badhai. Happy Diwali
`
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga, Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga, Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye…
`
Diwali Parva hai Khushio ka, Ujalo ka, Laxmi ka…. Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho, Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho… Happy Diwali
`
Diwali aai, masti chahi, rangi rangoli, deep jalaye, Dhoom Dhadaka, chhoda phataka, jali Phuljadiyan, Sabko Bhaye, “Happy Diwali”

No comments:

Post a Comment